Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaifi Azmi
HomeKaifi Azmi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali birha jali dekhe na koyi sakhi ja na kahin kahaan tu chali haannn piya ki gali badariya ghir ghir aaye bijuriya shor machaye main to jaaungi main to jaaungi main to jaaungi sanwar ke bindiya laga ke na ja tu roop saja ke main to jaaungi main to jaaungi main to jaaungi chhup gaye taare rain dhalak gayi sooni rahi mori sejiya to kya hoga piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali aaa piya ki gali raat hai kaari barkha parat hai bhege jo nainon ka kajra to kya hoga mast pawan hai chunri udat hai mehke jo phoolon ka gajra to kya hoga chhodo chhodo chhodo baiyaan raha na jaaye dekho dekho dekho dekho piya bulaaye kaise na jaaun kaise na jaaun kaise na jaaun kaise na jaaun der se mori raah takat hai rootha jo baanka sajna to kya hoga piya ki gali laage bhali roko na sakhi jiya bas mein nahin kahaan tu chali haann piya ki gali dewaani chup ho ja re piya ki dhun mat
piye jaao jiye jaao piye jaao jiye jaao na jeet apni na haar apni mujhe kaanton mein rehne do sambhalo tum bahaar apni piye jaao jiye jaao na jeet apni na haar apni mujhe kaanton mein rehne do sambhalo tum bahaar apni piye jaao jiye jaao manzil bhoole chalte chalte raakh udaa di apni jalte jalte aage peechhe yaad ka saaya apna paraaya koyi saath na aaya pyaar ki raahein sooni raahein kaun sunega pukaar apni piye jaao jiye jaao saathi bichhde gulshan chhoota haath mein aate aate daaman chhoota ulti seedhi baat na puchho dharm na dekho mera jaat na puchho ishq ka mazhab sabko taare aise ye duniya sanwaar apni piye jaao jiye jaao paaya kya hai khona kya hai loot le jo bhi chaahe rona kya hai apna koyi saath nahin hai haath mein tere unka haath nahin hain tu bhi akela dil bhi tanha raat kahin bhi guzaar apni piye jaao jiye jaao na jeet apni na haar apni mujhe kaanton mein rehne do sambhalo tum bahaar apni piye jaao jiye jaao
pyaar ki daastan tum suno to kahein kya karega sunke jahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan do dilon ke milne se sau diye jal jaate hain do dilon ke milne se sau diye jal jaate hain aarzoo ki manzil tak raaste sab aate hain hum kahaan se aaye kahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan bas yahi to poochha tha ek din kuchh sharmaake bas yahi to poochha tha ek din kuchh sharmaa ke kyun gagan yun miltaa hai is zameen se ghabraa ke ho gaye sab armaan jawaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein kya karega sunke jahaan tum suno to kahein pyaar ki daastan tum suno to kahein pyaar ki daastan
pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle dil dil dhadke dil dil dil dhadke dil jaise koi shola bhadke aise bhadke dil uu pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle pal pal chanchal mann dole jane kya kya dil bole pal pal chanchal mann dole jane kya kya dil bole mil mil jaake use mil mil mil jaake use mil tanha tanha jina tera pyare hai mushkil uu pal pal chanchal man dole jane kya kya dil bole khel khel khel khel tu dil se khel mel mel mel kar tu dil se mel khel khel khel khel tu dil se khel mel mel mel kar tu dil se mel ye ye tera hai ye ye tera hai tu na ho to dil mein andhera hai uu pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle
pyaas kuchh aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga itne gustaakh na ho ishq ki awaara nazar husn ka pash nigahon ko sikhana hoga tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga chaand taaron ko maisar hai nazaara tera meri betaab nigaahon se yeh parda kyu hai chaand aaina mera taaren mera naksh e kadam gair ko aankh milane ki tamanna kyun hai tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga tujhko dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bas yahi iske siva meri khata kya hogi maine achcha kiya ghabra ke jo munh pher liya isse kam dil ke tadapne ki saza kya hogi tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga pyaas kuchh aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga itne gustaakh na ho ishq ki awaara nazar husn ka pash nigahon ko sikhana hoga
kahaan hai tuuuu tu kahaan hai aajaaaa ae mere sapnon ke raaja pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye oo oo oo oo oo oo oo oo oo nayi nayi kali khili chun le na koi nayi nayi kali khili chun le na koi aisi vaisi baatein dil ki sun le na koi nanha sa jiya mora jaane kya gaaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re pyasi hirni ban ban dhaye hoo oo ooo ooo oo oo oo oo chalte chalte ruk jaun main chal nahin paaun chalte chalte ruk jaun main chal nahin paaun pal pal bhadke tan mein agni kaise bujhaun lagi na bujhe kahin jee ko jalaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye hoo oo ooo ooo oo oo oo oo ek to main hoon bholi bhali dooje akeli ek to main hoon bholi bhali dooje akeli kaise boojhi jaye moh se man ki
raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum raah bani khud manzil dekho phool ban ke saari dharti khil padi dekho phool ban ke saari dharti khil padi guzre aarzoo ke raaston se jis ghadi jism churaye tum raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum raah bani khud manzil zarnaa keh rahaa hai mere dil ki daastaan zarnaa keh rahaa hai mere dil ki daastaan meri pyaas le kar chhaa rahin hain mastiyaan jin mein nahaye tum raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum raah bani khud manzil panchhee udd gaye sab gaa ke nagmaa yaar kaa panchhee udd gaye sab gaa ke nagmaa yaar kaa lekin dil ne aisa jaal phenkaa pyaar kaa udd ne naa paaye tum raah bani khud manzil peechhe reh gayi mushkil saath jo aaye tum
roshan roshan raaten apni din bhi roshan jab se jeevan mein tum aaye tab se aisa jeevan laaye tumhi ye roshni roshan roshan raaten apni din bhi roshan jab se jeevan mein tum aaye tab se aisa jeevan laaye tumhi ye roshni zindagi hai zindagi jo dil jawaan rahe sar jhuka na apna hum jahaan rahe jaane kaise kaise dil mein hum sada mehmaan rahe roshan roshan raaten apni din bhi roshan jab se jeevan mein tum aaye tab se aisa jeevan laaye tumhi ye roshni dil machle to phir ye maane na maane na kuchh armaan apne hain dekhe kayi ye sapne hain toote nahin toote nahin toote nahin dil dil machle roshan roshan raaten apni din bhi roshan jab se jeevan mein tum aaye tab se aisa jeevan laaye tumhi ye roshni tu jo meharbaan hua hum rahe na hum dost tera shukriya hum rahe na hum chori chori toone kaisa jaadu kiya hum rahe na hum roshan roshan raaten apni din bhi roshan jab se jeevan mein tum aaye tab se aisa jeevan laaye tumhi laaye tumhi ye roshni ye roshni laaye tumhi laaye tumhi
rutt jawaan jawaan raat meharbaan chhedo koi daastaan rutt jawaan jawaan raat meharbaan chhedo koi daastaan rutt jawaan jawaan kuchh jhuki jhuki nazar kahe kuchh chhupaa chhupaa sa dar kahe jo kahe wo raat bhar kahe phir bhi naa ho kuchh bayaan rutt jawaan jawaan raat meharbaan chhedo koi daastaan rutt jawaan jawaan husn ki shikaayaten wajah hai idhar tadap udhar gilaa khamoshi hai dard ki sadaa aankhen bani hai zubaan rutt jawaan jawaan raat meharbaan chhedo koi daastaan rutt jawaan jawaan ghum khushi khushi chhupaa liya dard ko bhi dil bana liya zindagi ne aazmaa liya tum to naa lo imtehaan rutt jawaan jawaan raat meharbaan chhedo koi daastaan rutt jawaan jawaan
hmmmmm hmmm sab jawaan sab haseen sab jawaan sab haseen koi tumsa nahin ho gaye ho gaye jiske hum woh tumhin ho tumhin sab jawaan sab haseen koi tumsa nahin hoooo ooooo dekha jo tumhen mehsoos hua pahchaan hai apni muddat se khwabon mein basi thi jo soorat milti hai tumhari soorat se milti hai tumhari soorat se tum wohi ho wohi hai ye dil ko yakin sab jawaan sab haseen koi tumsa nahin hoo ooooo rasta bhi mile manzil bhi mile jab saath chale deewane do ya haath pakad lo badhke tumhi ya mujhko kareeb aa jaane do ya mujhko kareeb aa jaane do yeh sitam kab talak tum kahin hum kahin sab jawan sab haseen koi tumsa nahin hoo ooooo kuchh jaan ke bhi dhokha khaya kuchh dekhe unke ishare bhi lo aas kee badali mein chamke ummeed ke chaand sitaare bhi ummeed ke chaand sitaare bhi ho gayi aasmaan aaj dil ki zamin sab jawaan sab haseen koi tumsa nahin koi tumsa nahin
sab thaath pada reh jaavega sab thaath pada reh jaavega jab laad chalega banjaara dhan tere kaam na aavega jab laad chalega banjaara jo paaya hai wo baant ke kha kangaal na kar kangaal na ho jo sab ka haal kiya toone ek roz wo tera haal na ho is haath se de us haath se le ho jaawe sukhi ye jag saara ho jaawe sukhi ye jag saara sab thaath pada reh jaavega jab laad chalega banjaara kya kottha kotthi kya bangla ye duniya rain basera hai kyun jhagda tere mere ka kuchh tera hai na mera hai sun kuchh bhi saath na jaavega jab kooch ka baaja nakkaara jab kooch ka baaja nakkaara sab thaath pada reh jaavega jab laad chalega banjaara dhan tere kaam na aavega jab laad chalega banjaara ek banda maalik ban baitha har bande ki kismat phooti tha itna moh khazaane ka do haathon se duniyaa looti the donon haath magar khaali uttha jo sikandar bechara uttha jo sikandar bechara sab thaath pada reh jaavega jab laad chalega banjaara
saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o sajni sukh rajni saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa tune pyaas jaga di nayi aag lagaa di mera ang ang jala jaaye o sajni sukh rajni zara nain mila le lagi dil ki bujha le tere sang sang koi aaye tera roop sahaa nahin jaaye saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune kahe saara zamana mujhe tera deewana sada haar haar tujhe chaahun meri preet puraani huyi teri deewani jiya baar baar tujhe chaahun tere ghum mein maza mujhe aaye teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa mere nain naseele mere honth raseele jiya jhoom jhoom mera gaaye o sajni sukh rajni ye fiza bhi sarabi ye hawa bhi sarabi tujhe choom choom idhar aaye mujhe door kahin liye jaaye saara
hooooo oooo ooooo oooo oooo ooooo aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa sheesha ho yaa dil ho sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai lab tak aate aate hathon se sagar chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai hoooooooooo kaafi bas armaan nahin kuchh milna aasaan nahin duniyan ki majboori hai phir taqdeer zaroori hai ye jo dushman hain aise donon razi hon kaise ek ko manaaun to duja rooth jata hai rooth jata hai rooth jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai baithe the kinare pe maujon ke ishare pe baithe the kinare pe maujon ke ishare pe hum khele toofanon se iss dil ke armanon se hum ko ye maloom na tha koi saath nahin deta koi saath nahin deta majhi chhod jata hai sahil chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai sheesha ho yaa dil ho duniyaa ek tamaasha hai
simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi hooo kaise jahaan mein samaayegaa itna husn jo laayi ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho heera nazar chaandi badan resham hasin mukhda chaman kangaal hain saare hasin bas ik tumhin rakhti ho dhan lutne ka darr hai ghabraai ho lutne kaaa darr hai ghabraai ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho jab tak tumhein dekha nahin ye dil kabhi dhadka nahin aaye gaye kitne sanam maine magar pooja nahin tum dil ki pehli angdaai ho tum dil ki pehli angdaai ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho aankhein milin vaada hua kuchh keh diyaa kuchh sun liyaa thehre kahan betaab dil kaise mile apna pataa zulfon ki badli jab chhaai ho zulfon ki badli jab chhaai ho ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi hooo kaise jahaan mein samaayegaa itna husn jo laayi ho ho simti si sharmayee si kis duniya se tum aayi ho kis duniya se tum aayi ho hmm hmm
hmmm mmmm mmmm hmmm mmmm mmmm aaha la la la hmmm mmmm teen taal par naach teen taal par naach budhaape bachpan aur jawaani ka rang hazaaron rang hazaaron magar zindagi ek bulbulaa paani ka teen taal par naach hari bhari daali ko yun hi hari bhari daali ko yun hi patjhad mein lut jaana hai khila phool jo aaj chaman mein khila phool jo khila phool jo aaj chaman mein kal usko murjhaana hai subah huyi aur khatam fasaana subah huyi aur khatam fasaana shabnam ki zindagaani ka teen taal par naach saari duniya ko hathiyaane saari duniya ko hathiyaane murakh insaan daude re do gaz dharti bane bichhauna do gaz dharti do gaz dharti bane bichhauna upar maati odhe re mile dhool mein sapan suhaana mile dhool mein sapan suhaana duniya ki sultaani ka teen taal par naach ek boond ki pyaas pyaar ki ek boond ki pyaas pyaar ki taal talaiyaa reete re badhi magar wo bujh na paayi badhi magar wo badhi magar wo bujh na paayi janam hazaaron beete re de na paaye saat samundar de na paaye
tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe meri pyaas ka koi hisaab nahin teri mast nazar ka jawaab nahin meri pyaas ka koi hisaab nahin teri mast nazar ka jawaab nahin isi mast nazar se pilaaye jaa isi mast nazar se pilaaye jaa mere saamne jaam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe jo nighaah uthi to paiyaam mila jo nighaah jhuki to salaam mila jo nighaah uthi to paiyaam mila jo nighaah jhuki to salaam mila isi waqt bhujha de lagi dil ki isi waqt bhujha de lagi dil ki ye paiyaam salaam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera
Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha kho baitha
tu hi saagarrrrrrrr tu hi saagar hai tu hi kinaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa uska saaya hai tu uska darpan tere seene mein hai uski dhadkan uska saaya hai tu uska darpan tere seene mein hai uski dhadkan teri aankhon mein uska ishaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa paap kya punn hai kya ye bhula de karm kar phal ki chinta mita de paap kya punn hai kya ye bhula de karm kar phal ki chinta mita de ye pariksha naa hogi dubaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa tu hi saagarrrrrrrr tu hi saagar hai tu hi kinaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa
huye tum meherbaan phir dil ke saare taar tharraaye mere roothhe huye sab geet sab nagmein palat aaye tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana gulshan gulshan mehfil mehfil mera tera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali meri pehli pyaas hai tu aas hai tu vishwaas hai tu tab se dil ne dhadaknaa seekha jab se dil ke paas hai tu man bhi tera man bhi tera tan bhi tera le le le le nazraanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali dil ko dil pehchaan gayaa pyaar ki baaten maan gayaa neechi aankhen kya kehti hain main bejaane jaan gayaa dhalke dhalke dhalke dhalke masti dhalke chhalke chhalke paimaanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali hardam aankhen chaar karein hardam sau ikraar karein nafrat duniyaa se mit jaaye hum tum aisaa pyaar karein mehke machlen hardam zulfein hardam behke deewaanaa
hoo tujhe mili roshni mujhko andhera tujhe mili roshni mujhko andhera saara jahaan hai badgumaan koi nahin mera yahaan tujhe mili roshni mujhko andheraa chale the basaane do dil ek din jawaan jawaan nayi nayi duniya mujhe to mila na rasta koi hoo tumhi badhe chale gaye tanha ab tu kahaan aur main kahaan main hoon zamin tu aasmaan tujhe mili roshni mujhko andheraa tujhe mili roshni mujhko andheraa ghadi ghadi chaha main mar jaaun ghadi ghadi tune mujhe roka aayi teri yaaden aise chhup ke kabhi kabhi hua tera dhokha dekha jahaan tera nishaan gaane lagi tanhaiyaan tujhe mili roshni mujhko andheraa tujhe mili roshni mujhko andheraa saara jahaan hai badgumaan koi nahin mera yahaan tujhe mili roshni mujhko andheraa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Piya Ki Gali Laage Bhali Parwana (1971) 02:37 15329
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 02:37   Song Number : 15329   

Piye Jao Jiye Jao Shaitan Mujrim (1979) 05:41 40762
 
Poster of Shaitan Mujrim (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ratnadeep, Hemraj
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:41   Song Number : 40762   

Pyaar Ki Daastan Faraar (1965) 03:04 37479
 
Poster of Faraar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Chitnis, Tarun Bose
Duration : 03:04   Song Number : 37479   

Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Suraag (1982) 04:13 32527
 
Poster of Suraag (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:13   Song Number : 32527   

Pyaas Kuchh Aur Bhi Bhadka Di Lala Rookh (1958) 03:18 15721
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:18   Song Number : 15721   

Pyasi Hirni Ban Ban Dhaye Do Dil (1965) 06:05 38205
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Biswajit Chatterjee
Duration : 06:05   Song Number : 38205   

Raah Bani Khud Manzil Kohraa (1964) 04:35 12310
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Waheeda Rehman
Duration : 04:35   Song Number : 12310   

Roshan Roshan Hum Rahe Na Hum (1984) 05:39 40497
 
Poster of Hum Rahe Na Hum (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 05:39   Song Number : 40497   

Rutt Jawaan Jawaan Aakhri Khat (1966) 04:25 12257
 
Poster of Aakhri Khat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:25   Song Number : 12257   

Sab Jawaan Sab Haseen Main Suhagan Hoon (1964) 03:46 38239
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:46   Song Number : 38239   

Sab Thath Sankalp (1974) 03:08 18955
 
Poster of Sankalp (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:08   Song Number : 18955   

Sara Mora Kajra Chhudaya Tumne Do Dil (1965) 05:26 16430
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Duration : 05:26   Song Number : 16430   

Sheesha Ho Ya Dil Ho Aasha (1980) 05:55 21234
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:55   Song Number : 21234   

Simti Si Sharmayee Si Parwana (1971) 04:39 21243
 
Poster of Parwana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 21243   

Teen Taal Par Naach Ek Bulbula Paani Ka (1970) 03:20 40030
 
Poster of Ek Bulbula Paani Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:20   Song Number : 40030   

Tera Husn Rahe Mera Ishq Do Dil (1965) 03:39 31011
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 03:39   Song Number : 31011   

Tere Kooche Mein Tera Deewaana Heer Raanjha (1970) 06:41 13123
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:41   Song Number : 13123   

Tu Hi Saagar Tu Hi Sankalp (1974) 03:09 14142
 
Poster of Sankalp (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Bhairav
Duration : 03:09   Song Number : 14142   

Tu Shokh Kali Main Mast Pawan Main Suhagan Hoon (1964) 03:13 38238
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:13   Song Number : 38238   

Tujhe Mili Roshni Apna Haath Jagannath (1960) 03:18 13704
 
Poster of Apna Haath Jagannath (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:18   Song Number : 13704   
Karaoke Songs of Kaifi Azmi, Sad Songs of Kaifi Azmi, Love Songs of Kaifi Azmi, Dance Songs of Kaifi Azmi, Hip-hop songs of Kaifi Azmi, Best songs of Kaifi Azmi, Super hit songs of Kaifi Azmi, hit songs of Kaifi Azmi, duet songs of Kaifi Azmi, solo songs of Kaifi Azmi, old songs of Kaifi Azmi, famous songs of Kaifi Azmi, Hindi Karaoke Songs of Kaifi Azmi, Hindi Sad Songs of Kaifi Azmi, Hindi Love Songs of Kaifi Azmi, Hindi Dance Songs of Kaifi Azmi, Hindi Hip-hop songs of Kaifi Azmi, best Hindi songs of Kaifi Azmi, super hit Hindi songs of Kaifi Azmi, hit Hindi songs of Kaifi Azmi, duet Hindi songs of Kaifi Azmi, solo Hindi songs of Kaifi Azmi, old Hindi songs of Kaifi Azmi, famous Hindi songs of Kaifi Azmi, Sing Along Songs of Kaifi Azmi, Sing Along Sad Songs of Kaifi Azmi, Sing Along Love Songs of Kaifi Azmi, Sing Along Dance Songs of Kaifi Azmi, Sing Along Hip-hop songs of Kaifi Azmi, Sing Along Best songs of Kaifi Azmi, Sing Along Super hit songs of Kaifi Azmi, Sing Along hit songs of Kaifi Azmi, Sing Along duet songs of Kaifi Azmi, Sing Along solo songs of Kaifi Azmi, Sing Along old songs of Kaifi Azmi, Sing Along famous songs of Kaifi Azmi